BEST BOLLYWOOD HINDI SAD SONG LYRICS

 BEST BOLLYWOOD HINDI SAD SONG LYRICS 


1.Phir Bhi Tumko Chahunga




Tum mere ho iss pal mere ho
Kal shayad ye aalam naa rahe
Kuch aisa ho tum tum naa raho
Kuch aisa ho hum hum naa rahe
Yeh raaste alag ho jaaye
Chalte chalte hum kho jaaye…
Mai phir bhi tumko chahunga
Mai phir bhi tumko chahunga ….(x2)
Is chahat mein mar jaunga
Mai phir bhi tumko chahunga
Meri jaan mein har khamoshi mein
Tere pyaar ke nagme gaunga..
Mai phir bhi tumko chahunga
Mai phir bhi tumko chahunga
Is chahat mein mar jaunga
Mai phir bhi tumko chahunga..
Aise zaroori ho mujhko tum
Jaise hawayein  saanson ko
Aise talashu mai tumko
Jaise ke pair zameeno ko
Hasna yaa rona ho mujhe
Pagal sa dhoondu mai tumhe
Kal mujhse mohabbat ho naa ho
Kal mujhko ijazat ho naa ho
Tutte dil ke tukde lekar
Tere darr pe hi reh jaaunga
Mai phir bhi tumko chahunga
Mai phir bhi tumko chahunga
Is chahat mein mar jaunga
Mai phir bhi tumko chahunga…
Tum yu mile ho jabse mujhe
Aur sunehri mei lagti hoon
Sirf labon se nahi ab toh
Pure badan se hasti hoon
Mere din raat salone se
Sab hai tere hi hone se
Yeh saath hamesha hoga nahi
Tum aur kahi mai aur kahi
Lekin jab yaad karoge tum
Mai ban ke hawa aa jaunga oh.ohh…
Mai phir bhi tumko chahunga
Mai phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein mar jaunga
Mai phir bhi tumko chahunga
Mai phir bhi tumko chahunga
Mai phir bhi tumko chahunga …(x2)

2.Baarish





Chehre mein tere

Khud ko main dhoondhun
Aankhon ke darmiyaan
Tu ab hai iss tarah
Khwabon ko bhi jagah na mile



Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh dhoondhe
Yeh milne ki khwahish
Yeh khwahish puraani
Ho poori tujhi se
Meri yeh kahaani
Kabhi tujhme utrun
Toh saanson se guzrun
Toh aaye dil ko raahat



Main hoon bethikana
Panaah mujhko paana
Hai tujhme, de ijazat



Na koi darmiyaan
Hum dono hai yahan
Phir kyun hai tu bata
Faasley…



Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh dhoondhe
Yeh milne ki khwahish
Yeh khwahish puraani
Ho poori tujhi se
Meri yeh kahaani



Na na… la la..



Hawaaon se tera pata poochta hoon
Ab toh aaja tu kahin se
Parindon ki tarah yeh dil hai safar mein
Tu mila de zindagi se



Bas itni ilteja
Tu aake ik dafa
Jo dil ne na kahaa
Jaan le…



Yeh mausam ki baarish
Yeh baarish ka paani
Yeh paani ki boondein
Tujhe hi toh dhoondhe
Yeh milne ki khwahish
Yeh khwahish purani
Ho poori tujhi se

Meri yeh kahaani


3.Thodi Der 




Dil charkhe ki ik tu dori
Dil charkhe ki ik tu dori
Sufi iska rang haaye..
Ismein jo tera khwab piroya
Ismein jo tera khwab piroya
Neendein bani patang..
Dil bharta nahi aankhein rajti nahi
Dil bharta nahi aankhein rajti nahi
Chahe kitna bhi dekhti jau
Waqt jo main rok na pau
Tu thodi der aur thehr ja soneya
Tu thodi der aur thehr ja
Tu thodi der aur thehr ja zaalima
Tu thodi der aur thehr ja….
Haan…
Hmm..
Haaye!
Din tere bin ab jee na payein
Din tere bin ab jee na payein
Saansein na leti raatein
Ishq kare mere hothon se
Ishq kare mere hothon se
Bas ik teri baat
Teri doori na sahu
Door khud se rahun (2 Times)
Tere pehlu mein hi reh jau
Tu hi samajh le jo mai chahun
Tu thodi der aur thehr ja soneya
Tu thodi der aur thehr ja
Tu thodi der aur thehr ja zaalima
Tu thodi der aur thehr ja..
Nahi lagna naiyo lagna
Tere bina dil mera (4 Times)
Dil mannate kare na tu jana pare
Dil mannate kare na tu jana pare
Tere jane se jee na paun
Tu thodi der aur thehr ja soneya
Tu thodi der aur thehr ja
Tu thodi der aur thehr ja zaalima
Tu thodi der aur thehr ja..
Tu thodi der aur theher ja zaalima..
Tu thodi der aur theher ja..
Theher ja.. (2 Times)
Tu thodi der aur theher ja….
Tu thodi der..
Bas thodi der aur theher ja.


4.Thodi Der 





O ho…

Bheegi bheegi sadkon pe main
Tera intezaar karun
Dheere dheere dil ki zameen ko
Tere hi naam karun

Khudko main yoon kho doon
Ke phir na kabhi paaun
Haule haule zindagi ko
Ab tere hawaale karun

Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Karam re, karam re
Tera mujhpe karam hua re

Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
O ho…
Tere kareeb jo hone laga hoon
To toote saare bharam re

Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re

O ho…

Baadalon ki tarah hi toh
Tune mujhpe saaya kiya hai
Baarishon ki tarah hi toh
Tune khushiyon se bhigaya hai
Aandhiyon ki tarah hi toh
Tune hosh ko udaaya hai

Mera muqaddar sanwara hai yoon
Naya savera jo laaya hai tu
Tere sang hi bitaane hain mujhko
Mere saare janam re

Sanam re, sanam re (sanam re..)
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re (sanam re..)
Tu mera sanam hua re
Karam re, karam re (karam re..)
Tera mujhpe karam hua re
Sanam re, sanam re (sanam re..)
Tu mera sanam hua re

O ho…

Mere sanam re mera hua re
Tera karam re mujhpe hua ye (x2)




5.Aashiq Banaya Aapne


 Mere Bin Sunni Hai Dil Ke Rahein..
Mere Bin Pyasi Sabki Nigahein..
Hoo..
Mere Bin Sunni Hai Dil Ke Rahein,
 Mere Bin Pyasi Sabki Nigahein..


Jo Mille Bole Bharke Wo Aahein….
Sunniye…(Music)
Aashiq Banya, Aashiq Banaya, 
Aashiq Banaya Apne, Aashiq Banaya
, Aashiq Banaya Aashiq Banaya Apne…
 Ooo…Ooo… [INSTRUMENTAL]

 Sheene Mein Khulke,Ishq Dhadke To Maza Hai
 Hothoon Se Padh Le, Wo Jo Hothoon Pe Likha Hai… 
,Meri Nigahoon Mein , Tera Chehra Rawaan Hain
Gahre Hai Armaan Jaane Jaan, Pagal Sham Hai… 
Aashiqui Mein Haaye Kaisi Bajiyaan Hai Kheli

Jaan Jaan Kah Ke Tunne Jaan Meri Le Lee… 
Mere Liye Sabka Dil Hai Awaara,Mere Bin Hoona Nahi Hai Guzara,
Mere Sang Jhoom Le Aake Yaara…. Suniye…
      Aashiq Banya, Aashiq Banaya, Aashiq Banaya Apne…


Deewaane Rook Ja Tera Hamse Saamna Hai,
Aakhoon Se Chuu Le Tu
Chhuna Hathoon Se Mana Hai…
Bechaniyoon Ka Fashloon ka Silsila Hai
 Dard E Jigar Ka Ye Sabab Hamko Mila Hai…
Khawabon Mein Jo Aaye Jaaaye

Yaar Hum Wahi hai, Hum Kisi Ko Aasaani Se Milte Hi Nahi Hai…
Mere Bin Sham Hai Benazara
Mere Bin Bejiya Har Sitara
Mere Bin Ishq Ishq Hai Beshara…
 Suniye…
    
Aashiq Banya, Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Apne

Aashiq Banya, Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Apne
Aashiq Banaya,Aashiq Banaya 
Aashiq Banaya Apne

6. Sawan Aaya Hai  


Mohabbat barsha dena Tu
Sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka
Mausham aaya hai…(x2)

Sabse chupa ke tujhe shene se lagana hai
 Pyar mein tere hadd se guzar jana hai
Itna pyar kisi pe
 Pahli baar aaya hai….

Mohabbat barsha dena Tu
Sawan aaya hai Tere aur mere milne ka
Mausham aaya hai......

 Kyun Ekk pal ki bhi judai sahi jaye Na
Kyun har subah tu meri shashoon me shamaaye na..
 Aaja Naa tu mere paas
Doonga itna pyar main
Kitni raat guzari hai
Tere intezaar mein…...

Kaise bataun jazbat ye mere
Maine khud se bhi Jyada tujhe chaha hai
Sabkuch chhod ke aana tu
Sawan aaya hai Tere aur mere milne ka
Mausham aaya hai…...

Sabse chupa ke tujhe shene se lagana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jana hai
Itna pyar kisi pe, 
Pahli baar aaya hai….
Bhenge bhenge tere labb

Mujhko kuch kahte hain
Dil hai khush mera ki
Khayal ek jaise hain…
Roko na ab khudko yuin sunn lo dil ki baat ko

Dhal jaane do sham aur Aaa jaane do raat ko
Kitna haseen Yee lamha hai Kismat se maine churaya hai…. .
Aaj Ki Raat Na Jana Tu

Sawan aaya hai Tere aur mere milne ka
Mausham aaya hai…..
Sabse chupa ke tujhe shene se lagana hai
 Pyar mein tere hadd se guzar jana hai
Itna pyar kisi pe
 Pahli baar aaya hai….....



7.Kabhi Jo Badal Baarse 

 
Kabhi jo baadal barse
Main dekhun tujhe aankhen bhar ke
Tu lage mujhe pahli barish ki dua

Tere pahlu mein reh loon
Main khud ko pagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan
Seh loon sathiya

Koi nahi tere siwa mera yahan
Manzilein hain meri to sab yahan
Mita de sabhi aaja faasle
Main chahoon mujhe mujhse baant le
Zara sa mujh mein tu jhaank le
Main hoon kya

Ae ae aa sathiya
Pahle kabhi na tune mujhe gham diya
Phir mujhe kyun tanha kar diya
Guzaare the jo lamhe pyaar ke
Hamesha tujhe apna maan ke
To phir tune badli kyun ada
Yeh kyun kiya

Kabhi jo baadal barse
Main dekhun tujhe aankhen bhar ke
Tu lage mujhe pahli barish ki dua

Tere pahlu mein reh loon
Main khud ko pagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan
Seh loon sathiya


8.Jay Jay Kara 


Kya kabhi ambar se
surya bichhadta hai
kya kabhi bin baati
deepak jalta hai (x2)

Kaisi hai ye anhoni
har aankh huyi nam
chhod gaya jo tu
kaise jiyenge hum

Tuhi kinara, tuhi sahara
tu jag sara, tuhi humara sooraj tuhi taara

Jai jaikara, jai jaikara
swami dena saath humara (x2)

Jahan-jahan tere paaon padey
woh dharti ambar ho jaye
Jaane ye kaisi maya
maya hai teri

Tu nirbal chaabal hai
swami rakhwala hum sab ka
usko kya hai darr hai
jispe chhaya hai teri

Kan-kan mein hai khush-haali
jhoome hai daali daali
hum pyason pe jo rim-jhim barse
hai baadal se
tuhi woh amrit ki dhaara

Jay jaykara, jay jaykara
swaami dena saath hamara (x2)

Jay jaykara, jay jaykara
swaami dena saath hamara (x2)

9.Tum Hi Ho 



Hum tere bin ab reh nahi sakte
Tere bina kya wajood mera
Hum tere bin ab reh nahi sakte
Tere bina kya wajood mera
Tujh se juda gar ho jaayenge
To khud se hi ho jaayenge juda
Kyun ki tum hi ho
Ab tum hi ho
Ki zindagi ab tum hi ho..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Tera mera rishta hai kaisa
Ek pal door ganwara nahi
Tere liye har roz hain jeete
Tujhko diya mera waqt sabhi
Koi lamha mera na ho tere bina
Har saans pe naam tera…
Kyun ki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Kyun ki tum hi ho
Ab tum hi ho
Meri aashiqui ab tum hi ho.
10.Channa Mereya 


Acha chalta hoon
Duaaon mein yaad rekhna
Mere zikr ka
Zubaan pe se swaad rakhna

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya.. 

Dil ke sandookon mein
Mere ache kaam rakhna
Chitthi taaron mein bhi
Mera tu salaam rakhna

Andhera tera maine le liya
Mera ujla sitaara tere naam kiya

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya.. 
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya.. 

Mm.. mehfil me teri hum naa rahe jo
Gham toh nahi hai, gham toh nahi hai
Qisse humare nazdeekiyon ke
Kam to nahi hai, kam to nahi hai

Kitni dafaa subah ko meri
Tere aangan mein baithe maine shaam kiya

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya..

Tere rukh se apna raasta mod ke chala
Chandan hoon main
Apni khushboo chodke chala
Mann ki maya rakhke tere takiye tale
Bairagi, bairagi ka sooti chaula
Odh ke chala

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya..

Previous
Next Post »